Peepal Farm
17.5K subscribers
263 photos
889 videos
3 files
1.92K links
An animal rescue and awareness organization. We help animals heal, and be heard.

https://peepalfarm.org/
namaste@peepalfarm.org
+91 99994 29144

Village VPO Dhanotu
Tehsil Shahpur, District Kangra
Himachal Pradesh 176208
Download Telegram
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
23rd shaam ko jo bachda aaya tha, pehli nazar mein toh humein iske survival ke chances bahut hi kam lag rahe the...lekin sirf 2 din ke treatment ke baad hi uske haal mein bahut sudhaar aaya hai!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kal Dharamshala se Manoj ji ka call aaya tha. Iske peeche ke pair mein chot lagi hui, aur woh apna pair zameen par nahi rakh paa rahi thi. Iska treatment aur antibiotics ka course shuru ho gaya hai.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Bilaspur se Aditya ji aur unke dost iss kitten ko farm par leke aye. Isey nerve damage hai, aur ab hum isey nurokind syrup denge aur regular physiotherapy bhi karte rahenge!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aaj ke video ka whatsapp version 😊 share zaroor karein!
Finally Robin is on Twitter!
https://twitter.com/locaterobinplus
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Sustainable menstruation wale video ka whatsapp version :)
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Yeh dog ke baare mein humein Mandi se Ayush ji ne bataya. Aaj hi humne Lata ko release kiya, toh kennels mein space ban gayi. Isliye hum fatafat jaa kar isey leke aa gaye. Agar hum aur intezaar karte toh maggots iska sir poora andar tak kha lete. Pehle iske saare keede niklenge, aur dheere dheere yeh recover karta rahega.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aaj ke video ka whatsapp version!
#cleanmilk
Media is too big
VIEW IN TELEGRAM
Hamirpur se kal shaam ko yeh dog hum farm par lekar aaye. Anurag ji ne humein iske baare main bataya tha, aur woh khud koshish toh kar ahe the use treat karne ki, lekin unse manage nahi ho pa raha tha. Iski poori treatment yahaan jaari rahegi.
Bagga se Champak humaare paas jab aaya tha, toh uska pair buri tarah toota hua tha. Humne iska plaster kiya, aur uska pair bilkul sahi ho gaya!

All the best, Champak!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aap logon ko iss video ka whatsapp version chahiya tha, toh yeh lein!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kal youtube par 2lakh subscribers ki khushi mein poori media team picnic par gayi thi, toh hum aapko yeh update nahi dein paye. Bir se Ruchir ji ne iss puppy ko rescue kiya tha. Is bechaare ka accident ki wajah se pairon mein kuch problem hai, poori jaankari x-ray ke baad hi pata chalegi.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Lagta hai george ko apna naya bed kuch zyada hi pasand aa raha hai 😍
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aapko Prithvi yaad hai? Jab woh aaya tha, tab uske shareer par ek bhi baal nahi tha, aur bahut gehre maggot wounds bhi the. Lekin ab dekhiye isey!🎉
👍1