Peepal Farm
17.5K subscribers
263 photos
890 videos
3 files
1.92K links
An animal rescue and awareness organization. We help animals heal, and be heard.

https://peepalfarm.org/
namaste@peepalfarm.org
+91 99994 29144

Village VPO Dhanotu
Tehsil Shahpur, District Kangra
Himachal Pradesh 176208
Download Telegram
Media is too big
VIEW IN TELEGRAM
30s WhatsApp status ki kyon ham sabko roz kisi na kisi ki madad karni chahiye.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Mannat, jo humaare saath pehle volunteer kar chuke hain, unhone iss dog ki treatment karne ki koshish ki, lekin woh baar baar bhaag jata tha. Jab yeh haath aaya, tab hum isey seedhe yahaan leke aa gaye. Iske gale mein do gehre maggot wounds hai, jo regular treatment se jald hi bhar jayenege!
👍1
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Iss video ka whatsapp version taaki aap zyada se zyada logon ke saath share kar sakein!

#savebuxwahaforest
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
16th shaam ko jab humaari chutti hone hi wali thi, tab humein Zamanabad se Sahil ji ne bataya ki iss dog ki haalat bahut buri hai. Iske sir ke ek side ko poori tarah maggots ne kha liya hai, ab iski regular treatments ho rahi hai, iske updates hum aapko dete rahenge.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Sanjay ji ke ghar ke paas unhe yeh dog mili thi, jiska hum pehle sterilization karenge, aur phir hum usey adoption ke liye daalenge!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Tater aur Tot ki kahaani ka whatsapp version ☺️
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Nawaab ko humne 4th june ko release kiya tha. Uske gale par maggot wounds the, aur iss baar uske pichle hisse par ek gehra maggot wound hai, jiski treatment aaj shuru ho jayegi.

Humein kuch na kuch toh karna hi padega jisse hum sadakon ko in bezubaanon ke liye surakshit bana sakein...
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Sustainable living aakhir hota kya hai?
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Sharmili ke video ka whatsapp version taaki aap apne friends aur family ke saath share kar sakte hain!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Bel ko humnein kuch time pehle bhi prolapse ke liye hi rescue kiya hai. Ab problem yeh hai ki ek baar prolapse hone ke baad baar baar prolapse hone ke chances hote hai. Toh ab fir se iska yahaan treatment chalega.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Dramman se Ajay ji iss billi ko aaj hi humaare paas leke aaye hai. Unka parivaar iski dekhbhaal kar raha tha, lekin ek din galti se unhone iske upar pair rakh diya. Ab uski haalat gambhir hai, asha karte hain ki iske haal mein sudhar jald se jald aaye.
Chumbak, jiska naam ab Dobby rakh diya gaya hai, apni zindagi Canada mein maze se ji rahi hai!☺️
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
आप सब ने इस मुद्दे को वीडियो शेयर कर के काफी बड़ा बनाया🙏🏽 अब पूरे देश की जनता देख रही है। उम्मीद है की केंद्र से फैसला जनहित में आएगा।