Peepal Farm
19.2K subscribers
233 photos
808 videos
3 files
1.65K links
An animal rescue and awareness organization. We help animals heal, and be heard.

https://peepalfarm.org/
namaste@peepalfarm.org
+91 99994 29144

Village VPO Dhanotu
Tehsil Shahpur, District Kangra
Himachal Pradesh 176208
Download Telegram
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kal waale video Ka WhatsApp version
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Riya ji ne humein Kangra se iss bull ke baare mein call kiya tha. Kal shaam ko hum isey farm leke aa gaye. Iski pichli taang tooti hui hai, aur kai ghaav bhi hain.
https://youtu.be/r276S9ljSnQ

Iss baar ka weekly update humne Vlog style mein banaya hai! 11am ko yeh aaj premiere hoga. Humein feedback zaroor dena ki aapko yeh style kaisa laga!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kabir, jo ek pig trap mein phas gaya tha, uski condition bahut hadd tak theek ho gayi hai!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Yeh bull Chambi se hai, aur iska tibia fracture ho gaya hai. Iska pair plaster karna padega, asha karte hain ki yeh jald theek ho jaye!
2 maheeno tak plaster mein rehne ke baad, Motilal ka pair ab poori tarah theek ho gaya hai. Aaj humne isey release bhi kar diya. All the best, Motilal! ❤️
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Issey humne spay ke liye apne hi gaon ke pakda tha, lekin ab hum koshish karenge ki issey ghar mil jaye!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Upar wale video Ka WhatsApp version. Please forward🙏🏽
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kal Aditya ji ne humein iss bachde ke baare mein bataya. Accident ke kaaran iska pair toot gaya hai.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
बछड़े मरने का एक बड़ा कारण।
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Agar aap iss video ke message se sehmat hai, toh aap isey apne networks mein share zaroor kariye.

Adopt karna bahut badi zimmedari hoti hain. Jo bhi kadam uthaaye, soch samajhkar lein.