Peepal Farm
17.6K subscribers
262 photos
888 videos
3 files
1.92K links
An animal rescue and awareness organization. We help animals heal, and be heard.

https://peepalfarm.org/
namaste@peepalfarm.org
+91 99994 29144

Village VPO Dhanotu
Tehsil Shahpur, District Kangra
Himachal Pradesh 176208
Download Telegram
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
New best friends, Boondi aur Badam!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
45 mile se Kaushal ji ne ek 4 bachon ko rescue kiya. Inki maa ka accident ho gaya, aur inhe special attention ki zaroorat hogi, aur Kaushal ji ne pehle kabhi kittens ka dhyaan nahi rakha, isliye inki dekhbhaal ab hum karenge.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
An update on Ginni, Hichki and Manav!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Badam akele rehne ki wajah se depressed ho gayi hai 😞
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Badam ab humaare beech nahi rahi 😢
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kal hum gaye toh the isey rescue karne ke liye, lekin traffic ki wajah se safe nahi tha. Isliye hum aaj subah 6 baje firse gaye taaki bina traffic ki chinta kare bagair hum isey pakad sake. Jaisa ki aap dekh hi sakte hain, iska haal kaafi kharaab hai 😢
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Good news for Patola!
Bahut jald woh adoption page par aa jayegi!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Iss baar ka update kal release hoga!
Happy Friendship Day
गाय दिखे तो रोटी उठाइए, सोटी नही🙏🏽
यह बदलाव हमारी पीढ़ी को लाना है!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Sunaina ji Palampur se iss billi ko layi jiska nerve damage hai. Nerva damage zyada nahi hai, aur hum ummeed kar rahe hain ki 2 hafton ke andar yeh poori tarah theek ho jayegi.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aise mausam mein jaanwaron ki tabiyat aur bhi bigad jaati hai. Let's hope Yoyo jald theek ho jaye...
https://youtu.be/WqsomI8dIJg

Kai log apne pets ke nakhoon khud se kaatne mein ghabaraate hain, lekin asal mein mein yeh itna bhi mushkil nahi hai!