https://youtu.be/a_MsnM0SNkc
Dogs ki nasbandi karwana zaroori kyon hota hai?

YouTube
कुत्तों की नसबंदी क्यों करवानी चाहिए ?| Why do we sterilize stray dogs? | Spay | Neuter
बहुत लोगों को कुत्तों की नसबंदी करवाना काफ़ी गलत और अनुचित लगता है, लेकिन इसके लिए वास्तव में एक अच्छा कारण है। जानने के लिए इस वीडियो को देखें।
Sterilization might seem bad - as an invasive surgery which the dog has no choice about - but there is a really…

This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Tarbooz is back...
Tarbooz adopt ho chuka tha, lekin kal uska parivaar use farm wapas leke aa gaye. Iske penis par ek bahut painful maggot wound hai :(
Tarbooz ek senior dog hai jise jald se jald ek ghar ki zaroorat hai. Agar aap use adopt karna chahte hain, toh yeh link dekhiye - https://peepalfarm.org/adoptions/1600668641/Tarbooz

Kal humne Leo aur Tikadam ko release kiya.
Dono cases severe the, lekin clinic mein regular treatments ke saath woh jaldi theek ho gaye! Inke jaate hi aur rescues aa gaye, toh ab humaare rescue ki capacity full ho gayi hai.
Dono cases severe the, lekin clinic mein regular treatments ke saath woh jaldi theek ho gaye! Inke jaate hi aur rescues aa gaye, toh ab humaare rescue ki capacity full ho gayi hai.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Saveen ji ne humein iss dog ke baare mein bataya. Pehle hum iska treat on street kar rahe the, lekin ise kuch kutton ne kaat bhi liya tha, isliye hum ise farm par lekar aa gaye.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kal Maxi ko hyperthermia ho gaya :(
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Iss video ko aap apne whatsapp status par set kar sakte hain!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Charri se ek calf aayi thi, jiske aankh aur jabde mein keede pad gaye the. Ab woh humaare saath nahi rahi :(
Yeh chote chote besahara bacche sadakon par aakhir aate kahaan se hai?
#cleanmilk
Yeh chote chote besahara bacche sadakon par aakhir aate kahaan se hai?
#cleanmilk
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Samson Manali mein mango season ka maza le raha hai ☺️
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aaj ke video ka whatsapp version 😊
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Yahaan par baarish zor shor se ho rahi hai, lekin treatments full power jaari hai!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Pehle laga tha ki Maxi ko hyperthermia hai, toh humne uske liye treatment ki, lekin agle hi din usne rabies ke lakshan dikhane shuru kar diye.
Rabies ka koi samadhan nahi hai, toh isliye humein use euthanize karna pada :(
Rabies ka koi samadhan nahi hai, toh isliye humein use euthanize karna pada :(
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Latest rescue.
Log keh rahe hain ki kisi ne ise maa se alag kar chhod diya hai 😢 aas paas iske bhai behen bhi nahi hain :(

Sheeba ko kal raat ko hypothermia ho gaya tha, kyuki kuch samay se yahan ka taapmaan upar neeche ho raha hai.
Sheeba itni choti si thi, woh yeh jhel nahi paayi, aur aaj subah uski death ho gayi 😢
Sheeba itni choti si thi, woh yeh jhel nahi paayi, aur aaj subah uski death ho gayi 😢
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kal ka rescue , jiske liye Robin bhi gaye the. Ab yeh Shivani ke parents ke ghar par foster ho raha hai, taaki clinic mein use koi infections na ho...
Aaj humne Ustaad ko release kiya.
Uske shareer par kai maggot wounds the, shayad idhar udhar bhatakte samay use kahin se chot lag gai hogi. 5 hafton mein regular treatments se uske ghaav bhar gaye.
Kya aapne kabhi socha hai ki itne stray bulls aate kahaan se hain?