This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aaj wale video Ka WhatsApp version. Ise aap IG, YT, FB pe bhi upload kar sakte hain.
https://youtu.be/AGjTL9bwFfQ
Yeh video aaj 11am ko release hoga! Sab milke Youtube pe dekhenge!
Yeh video aaj 11am ko release hoga! Sab milke Youtube pe dekhenge!
YouTube
Nirasha se joojhne ki prerna | Motivational story about why to not give up when we get setbacks.
हमें ना अपना अतीत बहुत अच्छे से ध्यान रहता है, और भविष्य देख पाना तो वैसे ही असंभव है। इसीलिए शायद जब कुछ ऐसा घटित होता है जो हमे अपनी इच्छा के विरुद्ध लगता है, तो हम निराश हो जाते हैं। यह लघुकथा हमें कुछ ऐसा याद दिलाती है जो हम मुसीबत के समय अक्सर भूल जाते…
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aaj ke video ka yeh whatsapp version hai, jo aap apne networks me share kar sakte hain!
https://youtu.be/Wg2WBbvDMrA
Agar aapke pet ne kuch zehereela kha liya hai, toh aapko kya karna chahiye??
Aise aur videos jisse aap jaanwaron ki madad kar sakte hain, unke liye Peepal Farm Helpline ko Facebook, Instagram aur Youtube par follow kariye!

Bachaao! Mere pet ne ZEHER kha liya! (Hindi with English subtitles)
यह दो चीज़ें अपने फर्स्ट एड किट में रखना ना भूलें...इससे आप अपने पालतू जानवर की जान बचा सकते हैं!Make sure these 2 things are in your first aid kit...You can ...
https://youtu.be/UWSEsbpMZyQ
Yeh samay sabke liye kaafi mushkil hai, toh hum sab jut kar ek doosre ki madad kar sakte hai. Asha karte hain ki aap aur aapka parivaar safe and healthy hain!
Yeh samay sabke liye kaafi mushkil hai, toh hum sab jut kar ek doosre ki madad kar sakte hai. Asha karte hain ki aap aur aapka parivaar safe and healthy hain!
YouTube
Corona ke dauran aap dusron ki help kaise kar sakte hain? | What can we do during the COVID-19?
Corona mahamari me aaj kal aisa lag raha hai ki humare aas paas ki duniya khatam si ho rahi hai, aur hum iss Covid ke bare me kuch kar bhi nahi paa rahe hain...
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Naye video ka whatsapp version!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Samson Peepal Farm se hi adopt hua tha, lekin kal iske adopter isey wapas farm leke aa gaye. Unhe urgently desh ke baahar jaana tha, aur Samson ko saath le jana mumkin nahi tha, isliye ab hum iske liye ek naya ghar dhoond rahe hain.
Agar aap Samson ko adopt karna chahte hain, toh namaste@peepalfarm.org pe email kariye!
Agar aap Samson ko adopt karna chahte hain, toh namaste@peepalfarm.org pe email kariye!
https://youtu.be/GJOHtC0XiWc
Pichle hafte Peepal Farm par kya kya hua? Jaanne ke liye humaara Weekly Update dekhiye!
Pichle hafte Peepal Farm par kya kya hua? Jaanne ke liye humaara Weekly Update dekhiye!
YouTube
Weekly Update from Peepal Farm - 42 (Hindi)
#PeepalFarmUpdate - 42 (Hindi)
#robinsinghPF #animalrescue #vlog
Subscribe: https://bit.ly/2W2IaAE
#robinsinghPF #animalrescue #vlog
Subscribe: https://bit.ly/2W2IaAE
आज 12:45 दोपहर हम वॉइस चैट कर रहे हैं। जिसमें भी कोई भी अपने मन की बात कहना चाहता है जो कहीं और नहीं कह पा रहा, कह सकेगा । तीन नियमों का हम पालन करेंगे ।
1. जब कोई एक व्यक्ति बोल रहा है दूसरा व्यक्ति उसकी बात ना काटे।
2. किसी की आपबीती पर अपने विचार बिना उनके मांगे ना दें।
3. जो भी कहें, विनम्रता से कहें।
🙏🏽
https://t.me/joinchat/Swyvb8iAzGEj1e0V
1. जब कोई एक व्यक्ति बोल रहा है दूसरा व्यक्ति उसकी बात ना काटे।
2. किसी की आपबीती पर अपने विचार बिना उनके मांगे ना दें।
3. जो भी कहें, विनम्रता से कहें।
🙏🏽
https://t.me/joinchat/Swyvb8iAzGEj1e0V
Telegram
Peepal Farm Community Hangout
A hangout space for all of us Humans Helping Animals. Let's keep it safe, respectful and free of noise (so no forwards or greetings)
Yeh group ham sabhi log jo janwaro ki sahayata karte hain, unko ek dusre ko support karne ke liye hai.
Yeh group ham sabhi log jo janwaro ki sahayata karte hain, unko ek dusre ko support karne ke liye hai.
यह लाइव उन दिक्कतों के बारे में होगा, जिनका सामना हम में से ज्यादातर लोग रोजमर्रा की जिंदगी में करते हैं. इसी से संबंधित सवालों का जवाब मैं दूंगा - रॉबिन सिंह
https://youtu.be/ro8obWkbmAo
https://youtu.be/ro8obWkbmAo
Jab Jwala rescue hui thi, tab uska aage ka pair gaadi ke neeche aane ki wajah se poori tarah se toot gaya tha. Ek hafte ke andar humne iski amputation surgery ki, aur ab yeh poori tarah healed hai. Dekhiye, kitni badi bhi ho gayi hai!
Agar aap Jwala ko adopt karna chahte hain, toh namaste@peepalfarm.org pe email kariye!
Agar aap Jwala ko adopt karna chahte hain, toh namaste@peepalfarm.org pe email kariye!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Iss dog ke sir par maggot wound hai. Yeh Vichitr ji ko Basnoor mein dikha, toh unhone humein call kiya. Humne ise aate hi painkillers diye, aur ghaav mein se saare maggots nikal diye. Ab yeh poori tarah theek hone tak humaare paas rahega.
https://youtu.be/OpV_lubQCf4
Rajni ji ki madad karne ke liye aap unhe contact karein - +91 79866 27156
Agar aapke Ludhiana mein koi contacts hain, toh unke saath yeh video share karein!
Rajni ji ki madad karne ke liye aap unhe contact karein - +91 79866 27156
Agar aapke Ludhiana mein koi contacts hain, toh unke saath yeh video share karein!
YouTube
Your help can save the lives of puppies | Challenges of an Animal Rescuer (Hindi)
Rajni ji Ludhiana me animal rescue karti hain aur unke pas ab kai dogs aur puppies hain. Lekin iss nek kaam me aas-paas ke log kafi badha dalte hain. Wo hum sabhi se request kar rahi hain ki agar unke puppies adopt ho jaye to unko ek nayi zindagi mil sakti…
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Babe ki kahaani ka whatsapp version!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Yeh bull humein apne hi gaon mein dikha tha. Ise pakadne ke liye hum ek bar pehle bhi gaye the, lekin tab humein mila nahi. Thankfully kal humaare team se Aditya aur Aman isey pakad kar farm par leke aa gaye. Ab iske maggot wounds ka treatment yahaan chalega.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aaj ke video mein se iss clip ko aap apne whatsapp status pe bhi laga sakte hain!
- अगर आपके पास कोई भी मेडिकल सवाल है तो कृपया हमारे फेसबुक ग्रुप “Peepal Farm Helpline” से जुड़िये और अपना प्रश्न इधर पूछिए- https://www.facebook.com/groups/vetswhocare/
- अगर आपको दवाइयों में मदद चाहिए, आर्थिक सहायता चाहिए, कृपया हमारे इस फेसबुक ग्रुप “Human Helping Animals” से जुड़िये और इधर आवेदन पोस्ट कीजिये- https://www.facebook.com/groups/humanshelpinganimals
- अडॉप्शन पोस्ट डालने के लिए, जानवरों के देख-भाल से सम्बंधित प्रश्न पूछने के लिए या फिर अपने अनुभवों को बाकि एनिमल लवर्स के साथ साँझा करने के लिए आप "Friends of Peepal Farm पर पोस्ट कीजिए! - https://www.facebook.com/groups/peepalfarm
- If you have any medical queries, post them on our FB group “Peepal Farm Helpline” - https://www.facebook.com/groups/vetswhocare/
- If you need any help in medical supplies, if you want to raise a request for monetary help, please post our FB group “Human Helping Animals" - https://www.facebook.com/groups/humanshelpinganimals
- If you want to share your personal experiences, adoption posts any questions in regards to animal caretaking, please post them on Friends of Peepal Farm -
https://www.facebook.com/groups/peepalfarm

Facebook
Log in or sign up to view
See posts, photos and more on Facebook.