This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Kal hum gaye toh the isey rescue karne ke liye, lekin traffic ki wajah se safe nahi tha. Isliye hum aaj subah 6 baje firse gaye taaki bina traffic ki chinta kare bagair hum isey pakad sake. Jaisa ki aap dekh hi sakte hain, iska haal kaafi kharaab hai 😢
https://youtu.be/OMkgHn2eWG4
Yeh workshop 8th August ko 6pm par hogi! Workshop ki link - http://meet.google.com/hcs-wktb-vig
Yeh workshop 8th August ko 6pm par hogi! Workshop ki link - http://meet.google.com/hcs-wktb-vig
YouTube
आप अपने बोलने की आज़ादी खो रहे हैं! | How to communicate your thoughts effectively | Social media
जब हम अपनी कोई मांसपेशी का इस्तेमाल नही करते, तो वह कमज़ोर पड़ जाती है। यह बात और काफी मामलों पर भी लागू होती है। समय रहते हम संभलें नहीं, तो पछतायेंगे। जिस आज़ादी को लेने के लिए मेहनत हुई, उसे बरकरार रखने के लिए भी मेहनत करनी होगी। क्या आप इसके लिए तैयार हैं?…
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Good news for Patola!
Bahut jald woh adoption page par aa jayegi!
Bahut jald woh adoption page par aa jayegi!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Iss baar ka update kal release hoga!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Sunaina ji Palampur se iss billi ko layi jiska nerve damage hai. Nerva damage zyada nahi hai, aur hum ummeed kar rahe hain ki 2 hafton ke andar yeh poori tarah theek ho jayegi.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aise mausam mein jaanwaron ki tabiyat aur bhi bigad jaati hai. Let's hope Yoyo jald theek ho jaye...
https://youtu.be/WqsomI8dIJg
Kai log apne pets ke nakhoon khud se kaatne mein ghabaraate hain, lekin asal mein mein yeh itna bhi mushkil nahi hai!
Kai log apne pets ke nakhoon khud se kaatne mein ghabaraate hain, lekin asal mein mein yeh itna bhi mushkil nahi hai!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aaj subah humne ek monkey rescue kiya!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Aaj subah Gopalpur mein ek emergency case attend karna tha...
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
पिछड़ा हुआ कौन है?
Kuch din pehle humne apni adoption line active kar di!
Agar aap humse dog ya cat adopt karna chahte hain, toh please iss number par call karein - 9882161677
Adoption line ke timings hai 9am - 1pm, 2pm to 6pm!
Agar aap humse dog ya cat adopt karna chahte hain, toh please iss number par call karein - 9882161677
Adoption line ke timings hai 9am - 1pm, 2pm to 6pm!
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Iss dog ke liye humein Siddharth ji ne Tanda se phone kiya tha. Iski pichli tang fractured hai aur ise bohot gehre ghaav bhi hain. 😔
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Hum ab visits ke liye open hain! 😊
Visiting ka samay: 9:30 am se 12:00 pm, Saturdays ko farm bandh rehta hai.
Apni RT-PCR report zarur sath layein jo 2 din se zada purani na ho.
Visiting ka samay: 9:30 am se 12:00 pm, Saturdays ko farm bandh rehta hai.
Apni RT-PCR report zarur sath layein jo 2 din se zada purani na ho.
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Yoyo ko paralysis tha jis wajah se uske back area mein ghaav hote rehte the, kuch dino se usne khana chhod diya tha aur infections badh jane se uski death ho gayi. 😔
👍1
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
Gaggal se Abhinav ji ne humei iss kitten ke baare mei bataya. Iski maa aas pass nahi thi aur ye bohot choti hai. Hum isey jald hi adoption ke liye list karenge. 😊
This media is not supported in your browser
VIEW IN TELEGRAM
June jo yahan 2 mahine pehle TVT ki wajah se aayi thi, wo puri tarah se thik ho gayi hai. 😊 Aaj uski spay surgery hai jiske baad wo adoption ke liye ready ho jayegi. 🐶